Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchne me jhijak rahi hai,
wo ek kamzor dil ke ladki,
sadak pe tanha bhatak rahi hai.
Hai ajnabi shaher, hai sab paraye,
khabar nahi kuch kidhar ko jaaye,
khadam thankan se laraz rahe hai,
aur aag dil me bhadak rahi hai.
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
Na koi khat uske naam bheja,
na kuch zubani payaam bheja,
tumhari chahat ab banke aansu,
aankhoun se uski tapak rahi hai
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
Bhula diya aafiyat na puchi,
kabhi na koi khariyat na puchi,
tum apni khushiyoun me kho rahe ho,
yaha mohabbat sisak rahi hai.
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
wo ek sehmi hui haseena,
tamaam chehre pe hai paseena
jo uske dilki hai beqari,,
wo uske rukh se jhalak rahi hai
to puchne me jhijak rahi hai,
wo ek kamzor dil ke ladki,
sadak pe tanha bhatak rahi hai.
Hai ajnabi shaher, hai sab paraye,
khabar nahi kuch kidhar ko jaaye,
khadam thankan se laraz rahe hai,
aur aag dil me bhadak rahi hai.
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
Na koi khat uske naam bheja,
na kuch zubani payaam bheja,
tumhari chahat ab banke aansu,
aankhoun se uski tapak rahi hai
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
Bhula diya aafiyat na puchi,
kabhi na koi khariyat na puchi,
tum apni khushiyoun me kho rahe ho,
yaha mohabbat sisak rahi hai.
Tumhare ghar ka pata nahi hai,
to puchene me jhijak rahi hai,
wo ek sehmi hui haseena,
tamaam chehre pe hai paseena
jo uske dilki hai beqari,,
wo uske rukh se jhalak rahi hai
No comments :
Post a Comment