Shadiyoun ka mousam hai, har jagah lage shamiyaney hai
Kahin khushiyaan bikhri hai, kahin lage shaadi ke gaane hai
Kisi se bichadne ka gham hai to kisi se milne ke zamane hai
koi mubarak kehne aaya hai to koi aye sirf khana khaney hai
kahin Biryani Paki hai to kahin pakey Bagarey khaney hai
Hairaan hai hum Dekhkar ke isqadar logoun ke aane janey hai
ke jaise Abdullah ke shaadi be begaaney Diwaane aaye hai
Ye to shaadi ke sirf kuch chote se fasaane hai...

No comments :
Post a Comment