The all New and Unique sher-o-shayari Collection of Hindi that consist of Love Shayari, Sad Shayari, Sher o Shayari on Dosti, Funny Shayari,shayri, sad shayari, love shayari, poetry, dard shayari, true shayari, hindi quotes, hindi sms, any type of shyri, or shayari, shyari in hindi, santabanta Jokes and much more.
- Home
- Shayari ON
- Shayari on Eyes
- Shayari on Love
- Shayari on Life
- Shayari on Dosti
- Shayari on Beauty
- Shayari on Smile
- Shayari on Zindagi
- Shayari on Friendship
- Shayari on Aansu
- Shayari on Teachers
- Shayari on Facebook
- Shayari on Waqt
- Shayari on Intezaar
- Shayari on Maa
- Shayari on Baarish
- Shayari on Sharaab
- Shayari on Tanhai
- Shayari on Yadein
- Shayari on Judai
- Shayari on Dil
- Love Shayari
- Friendship Shayari
- Funny Shayari
- Short Shayari
- Sad Shayari
- Shayari Pics
- Festival Shayari
- Motivational Shayari
- NONVEG
- Top Ghazals
- Regional Shayari
- Famous Poets
- Daily Shayari
- Relationship Shayari
- Top 10 Weekly
- Mehndi Designs
- Greetings Shayari
- Islamic Shayari
- Jokes
Sher Shaayari
Showing posts with label Shayari on zindagi. Show all posts
Showing posts with label Shayari on zindagi. Show all posts
Motivational Shayari on Life by Nikhat iftikhar - Shayari to motivate
Shouk ko azam-e-safar rakhiye
beqabar banke sab khabar rakhiye
chahe nazrein ho aasmanou per
pao lekin zameen par rakhiye
Muhjhko dil me agar basana hai,
ek sehra ko apne ghar rakhiye,
koi nasha ho toot jata hai,
kabtalak khudko beqabar rakhiye
jaane kiswaqt kooch karna ho,
apna samaan muqtasar rakhiye
dil ko khud dilse rah hoti hai
kisliye koi naamabar rakhiye
baat hai kya ye koun parkhega..
aap lehje ko pur asar rakhiye
ek tuk mujhko dekhe jaati hai
apni nazroun pe kuch nazar rakhiye..
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)

